Prayer Timings
Saturday, December 26, 2009
Tuesday, December 22, 2009
SubhanAllah Alhamdulillah NamesofAllah 23rd Dec'09
27. Al-Sami : The All-Hearing : Aye sunne waale
28. As-Basir : The All Seeing : Aye dekhnewaale
Prophet sallallahu alaihi wa sallam said,"The best amongst you are those who have the best manners and character."
Bukhari
"Truly Hell is as a place of ambush.
For the transgressors a place of destination.
They will dwell therein for ages."
Surah Nabaa,21-23
Huzur sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya ki munafik par Fazr aur Isha ki namaz sabse jyaada takleefdeh hain.
Muslim
Aye imaanwaalon,Allah ka zikr bahut kiya karo aur subah aur shaam usi ki paakeezgi bayan karo.
Surah Ankaboot : ayah 41,42
Posted by Dastagir at 11:34 PM 0 comments
SubhanAllah Alhamdulillah NamesofAllah 22nd Dec'09
25. Al-Muizz : The Bestower of Honour : Aye izzat denewaale
26. Al-Mudhill : The Humiliator : Aye zillat dene waale
Prophet sallalahu alaihi wa sallam said,"A faithful believer remains at liberty regarding his religion unless he kills somebody unlawfully."
Bukhari
"They have certainly disbelieved who say that Allah is Christ,the son of Mary."
Surah Al-Maeda,17
Huzur sallalahu alaihi wa sallam Isha se pehle sone ko aur Isha ke baad baatein karne ko bura samajhte the
Bukhari
"Aur jinko tum Allah ke siva pukarte ho vo tumhari na madad ki takat rakte hai aur na khud apni hi madad kar sakte hai."
Surah Araf,197
Posted by Dastagir at 5:49 AM 0 comments
Sunday, December 20, 2009
SubhanAllah Alhamdulillah NamesofAllah 21st Dec'09
23. Al-Khafid : The Abaser : Aye neecha karnewaale
24. Ar-Rafi : The Exalter : Aye buland karne waale
Our Lord!Verily,it is You who will gather mankind together on d Day about which there is no doubt.Verily Allah never breaks his promise.
Surah Imraan,9
"Aur tum murda mat kaho uske liye jo qatl(shaheed) kiye jaaye Allah ki raah main.Balki wo zinda hai aur lekin tum nahi samajhte."
Surah Baqarah,154
Posted by Dastagir at 9:15 PM 0 comments
Saturday, December 19, 2009
SubhanAllah Alhamdulillah NamesofAllah 20th Dec'09
21. Al-Qabid : The Constrictor : Aye tangi karne waale
22. Al-Basit : The Reliever : Aye kushaadgi paida karnewaale
"Every soul shall have a taste of death. and only on the Day of Judgment shall you be paid your full recompense."
Surah Imran,185
"Beshak tumhen zarur dukh ki maar chakhni hai to tumhen badla na milega magar apne kiye ka.
Surah Saffat,39
Posted by Dastagir at 9:36 PM 0 comments